Showing posts with label Kailash Kher. Show all posts
Showing posts with label Kailash Kher. Show all posts

Sunday, 7 August 2011

Allah ke bande




Lyrics:


Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
O o o o toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein phir bhi badal hi the
Woh kehta raha magar
Ke allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
Kho ke aapne par hi to o o o
Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
Gham ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Aa aa aaa
Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
[ From: http://www.elyrics.net/read/k/kailash-kher-lyrics/allah-ke-bande-lyrics.html]
Tukde tuke ho gaya tha aa aaa aa
Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
Bhikre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein phir bhi badal hi the
Woh kehta raha magar
Ke allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Jana Jogi Di Naal




Lyrics:


kaga sab tan khaiyyo
mera chun chun khaiyo maans-2
toh naina mat khaiyo
mohe piya milan ki aas

ho ni main jaana
jaana jogi de naal

ranjha ranjha kardi ni main
aape ranjha hoyi
ranjha main wich
main ranjhe wich
hor khayal na koi

ho ni main jaana
jaana jogi de naal

Aaj Lok Makkay nu Jandey
Mai Jaana Takht Hajarey
Jith Val Yaara
Uthey val Kaaba
Tu Khol kitaba Chahey

Teri Deewani




Lyrics:
Preet Ki Lath Mohe Aaisi Laagi
Ho Gayi Main Matwaali
Bal Bal Jaaun Apane Piya Ko
He Main Jaaun Vaari Vaari
Mohe Sudh Budh Naa Rahi Tan Mann Ki
Yeh Toh Jaane Duniya Saari
Bebas Aur Laachar Phiru Main
Haari Main Dil Haari - 2
Tere Naam Se Jee Loon - 2
Tere Naam Se Marr Jaaun - 2
Teri Jaan Ke Sadke Mein Kuchh Aaisa Kar Jaaun
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri Ha Ri Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani- 2
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri Ha Ri Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani - 2
Ishq Junoon Jab Hadh Se Badh Jaaye - 2
Haste Haste Aashiq Suli Chadh Jaaye
Ishq Ka Jaadu Sara Chadha Kara Bole - 2
Khoob Laga Lo Pehre Raste Rab Khole
Yahi Ishq Di Marzi Hain
Yahi Rab Di Marzi Hain
Yahi Ishq Di Marzi Hain
Yahi Rab Di Marzi Hain
Tere Bin Jeena Kaisa
Ah Khush Kar Thi Hai
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri Ha Ri Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani - 4
Oh Ho Oh Hoohhhh...
He Main Rang Rangeeli Deewani - 2
Ke Main Albeli Main Mastani
Gaaun Bajaaun Sabko Rijhaaun
He Main Dila Zaram Se Begaani
Ke Main Deewani Main Deewani
Tere Naam Se Jee Loon Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Jaan Ke Sadle Mein Kuchh Aaisa Kar Jaaun
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main Mitt Gayi Main
Ho Ri Ha Ri Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani...



Na batati tu




Lyrics:



Naa bataati tu pichhan - naa dhin dhin na - 3
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Bhool meri jaan tu, naa bataati tu pichhan,
Naa dhin dhin naa na dhin dhin naa

Padh lu padhaa lu-hoji ho hoji
Maito jiya mein basaa lu-hoji ho hoji
Yaato maathe pe sajaa lu, yaa main mukh pe likha lu
Khushboo se rangaa koi naam ha,
Tujhko padega pahchaana-main toh haule haule haalu
Bhool meri jaan tu, naa bataati tu pichhan

Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa - 5

Nabh ke sitaare, hoji ho hoji
kaise saje hai sitaare, hoji ho hoji
Jaage jaage ujiyaare, ho mukh rang gaye saare
palko ke tale chhupa hai chandnaa, tujhko padega 
pahchaana
kuch samaj ishaare... bhool meri jaan tu
Naa bataati tu pichhan... dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa

Kar Kar main hara




Lyrics:


Yu toh teri yaad mein bhi swaad hai tera
Par aankhon ko manaau kis tarah

Hoton ki majaal kya jo kare yeh sawaal
Par dil ko main samjaau kis tarah

Sat ya asat hai yeh main kya jaanu
Jaise saase tere bina hui gum

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Bhoola bhoola khoya khoya bhatka phiru main
Teri chaha mein
Dak dak ankh murjaayi pathraai
Teri raah mein

Aankhon mein meri jo samaayega
Pankh bina hi udd jaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Kabhi kabhi dhoop kabhi chaau tu hi hai
Pehchaan lu
Yaa toh mujhe hansa banaa le 
Toh main tujhe jaan lu

Khushbhoo se jo tu bahaar aayega
Suraj ko god mein khilaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Tu Janey Na




Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki
Dekho Zubaan ki aankhein tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Mil ke bhi
hum na mile
Tumse na jane kyun
Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Anjane hain silsile
Tum se na jaane kyun
Sapne hai palkon tale
Tum se na jaane kyun

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho zuban ki aankhein tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na


Nigahon mein dekho meri Jo har bas gaya
Woh hai milta tumse hoo bahu
Lyrics masti
ooo Jane teri aankhen thi
ya baatein thi wajah
Hue tum jo dil ki arzooo
Tum paas ho ke bhi
Tum aas ho ke bhi
Ehsaaas ho ke bhi
Apne nahi

Aise hai humko gile
Tum se na jane kyun

Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na


Khayalon mein lakhon batein
Yun keh gaya
Bol kuch na tere samne
OO O
huye na begane bhi tum

ho ke Aur ke
Dekho tum mere hi bane
Afsoos hota
Dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai
Pagla hua soche yeh
hum the mil
Tum se na jane kyun

Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Anjane hain silsile
Tum se na jaane kyun
Sapne hai palkon tale
Tum se na jaane kyun

OO

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekhon zuban ki aankhe tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Piya Ghar Aavenge




Lyrics:



Chokh puraavo
Maati rangaavo
Aaj mere piya ghar aavenge

Khabar sunaau jo
Khushi reh bataau jo
Aaj mere piya ghar aavenge

Meri sakhi mangal gaau ree
Dharti ambar sajaao ree
Utregi aaj mere pi ki sawaari
Har koi kaajal laau ree
Moi kaala teeka lagaao ree
Unki chat se dikhu mee re pyaare
Lachhmi ji vaaro
Nazar utaaro
Aaj mere piya ghar aavenge

Rang se rang mile
Nai nai dhang khile
Khushi aaj ghar mere daale hai dhera
Peehu peehu papiha rate
Kuhu kuhu koyal jape
Aangan aagan hai pariyon ne ghera
Anhat naat
Bajaao sab milat
Aaj mere piya ghar aavenge

Anhat naat
Bajaao sab milat



Lyrics:


tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
[?] rab ne banaya mere yaara
dildaara dise rab da nazar
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
[?] rab ne banaya mere yaara
dildaara dise rab da nazar
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff

tu chhod jahaan ki baaten
jag jhutha hai paagal hain
tere bina yeh saari duniya ek virana jungle hain
tere sang sang dolu teri khushbu mein gholu
ang ang rang rang sara
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff

tu khwaab hai yah hai dhoka
thagni hain yah koi maya
hain tu nachni naach nachave
tujhe koi samajh na paya
teri nazron ki dhaar teekhi teekhi [?]
jo bhi dekhe woh toh gaya bas maara
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
[?] rab ne banaya mere yaara
dildaara dise rab da nazar
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
tauba tauba ve teri surat
masha-e-allah ve teri surat
[?] rab ne banaya mere yaara
dildaara dise rab da nazar
tauba tauba tauba uff
tauba tauba tauba uff.....

Amber tak yahi naad Gunjega